सवय अजूनही आहे

बदलतोय मी आता अस म्हणतो मी
विसरतोय तिला अस सर्वाना सांगतो मी
पण तिची आठवण काढण्याची, सवय अजूनही आहे
बदलतोय मी माझा रस्ता, शोधल्यात नव्या वाटा…

पण गेलोच त्या रस्त्यावरून कधी तर तिला शोधण्याची, सवय अजूनही आहे
तसा मी नास्तिकच होतो पण गेलोच कधी देवळात तर
देवाकडे तिला मागण्याची सवय अजूनही आहे
मी तिचा कुणीही नसेन पण
तिला माझीच म्हणण्याची सवय अजूनही आहे…

Ye Dil Tumse Pyar Karna Chahta Hai…

Ye dil tumse pyar karna chahta hai,
Apni muhabbat ka iqrar karna chahta hai.

Jabse dekha hai tuzko ai sanam,
Bas tumhara hi didaar karna chahta hai..

Logo se sune the muhabbat ke fasaane,
Khwab hamne bhi dekhe the suhaane,

Pyar kya hai ham aksar sochate the,
Is cheez se apne dil ko rokte the,

Par ab tumhe apne dil me basaakar,
Ye khataa ek baar karna chaahta hai,

Ye dil tumse pyar karna chahta hai,
apni muhabbat ka iqrar karna chahta hai..

Do Alfaaz

Kaate nahi katate ye lamhe zindagee ke yaaro

Tadpaa hu itna ke ye zindagee lagtee hai zahar pyaaro

Naaaai maut to koi patthar se to maaro

Yaa khich lo apni taraf aur kardo khaak ai aasmaa ke taaro

Tuta hu andar se mat muze baahar se sanwaaro

Lagtee hai patzad apni chalee jaao ai bahaaro

Tanhaa chhoda hai muze apno ne

Muze sahaara do ae besahaaro

Kahtaa hai “ASHK” maut se

“Lag gayaa hai dil tuzse ai maut,

Naa kisi aur ko pukaaro….”

Anjaana Chehra

Ek Anjaana Chehra

Jo saamne aa gaya

To dilko dhadkaa gaya

Ek Anjaana chehra…

Ek Anjaana Chehra

Jo pardaa chhodkar aa gaya

Jo muze dekh muskuraa gaya

Jo mere dil ko bhaa gayaa

Ek Anjaana Chehra..

Ek Anjaana Chehra.

Wo uski lamhaabhar mulaakat

Wo uske bechain harkaat

Wo uske paayal ki saadat

Wo bahakte jazbaat

Wo Anjaani raat

Wo adhuree baat

Wo chhoti si mulaakat

Bahot yaad aata hai

Muze tadpaata hai

Akele me rulaata hai

Bahot yaad aata hai

Wo Anjaana chehra…

Saath

Akela Tanhaa ghum rahaa hu

Tera saath chaahiye

Patzad ke is mausam me haatho me tera haath chaahiye

In pahado viraano chattano me

Ek garm saath chaahiye

Sach kahta hun dilse

Haatho me tera haath chaahiye

Dil hi dil me tadap rahaa hu

Ek pyaree baat chahiye

Sach Kahta hu dilse haatho me tera haath chahiye

Hamne tumko chaaha tha

Tumne hame thukraa diya

Ek gulshan se uthaakar

Viraane me phikwaa diya

Dil Khudaa se maangega marte dam ek hi dua

Ai Khudaa, badalde tu in bewafaao ke kahar ki rawaa….